uss ne kaha kya baat hai


uss ne kaha kya baat hai,
maine kaha baat hai teri,
uss ne kaha kya faidha,
maine kaha kismat meri,
uss ne kaha kya karte ho,
maine kaha khamoshi mein batein teri
uss ne kaha pachtaoo gay,
maine kaha marzi meri,
uss ne kaha kya chaiye,
maine kaha sangaat teri,
uss ne kaha thaaq jao gai,
maine kaha himmat meri