pyar kya hai


Uss ne pucha "pyar kya hai, maine kanto par chal kar bata diya".
Uss ne pucha "kitna pyar karoge
maine pura aasman dikha diya".
Uss ne pucha "kase rakhoge mujko,
maine holle se phulon ko sehla diya".
Uss ne pucha "kissi ki najar lag gai to,
maine palkon mein usko chhupa liya".